Urdu Poetry

Isn't it Strange?



Isn't it strange how people meet
Sometimes in the craziest places,
Isn't it strange that they become friends
Without even seeing their faces?



Isn't it strange how a word or two
Can create a tear in your eye,
Isn't it strange that poetry
Does these things, but we wonder why?



Isn't it strange that although distant
A friendship can take root,
And isn't it strange that gentle words
Almost make problems mute?


Not often enough in life we find
Someone who can lift our heart,
Not often enough do we thank someone
For making our pulsing heart spark.


By sharing ourselves with each other
We can learn so very much,
And all we must do to succeed
Is somehow keep in touch.



Isn't it strange, though easy
We fail to take the time,
To express thoughts from our being
As a poet sets words to rhyme?



Wouldn't the world be better
If our thoughts we could somehow arrange,
To share our love with one another
So perplexing; isn't it strange?

------------------------------------------------------------------------------------------

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aaya,
Apno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya..


Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hain,
Duniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya..


Agar woh wafadaar hoti to yoon bewafai na karti,
Mujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya..


Zindagi to qaafiro ke sang gujar hi jaayegi,
Par jise dost samjha woh dushmani karne aaya..


Qatal hi karna tha toh samne se karti,
Humdard bankar kyon usne peeth main khanjar chalaya..


Dost bana kar fir humse dushmani na ho saki,
Kyon ki bewafaai usne kyon use mujh par pyar na aaya..


Nazro mai uski ab sharm ke cheente hai,
Ab tanhaai ne sataya toh mere pas chala aaya..


Fakat mujhe uski zarurat bhi kya hai ''ISHQ''
Ab zanaza mera dekhkar kyon use rona aaya..

----------------------------------------------------------------------------------------
Agar jawab doge to baat karenge!
Nahi doge to intezar karenge!
DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak
aap ko har pal YAAD karenge….


Yaado mai hamari who bhi kohye honge.
Khule aakho se kabhi who bi soye honge.
Mana hasna hai ada gam chupane ki,
par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?


Pal Pal tarsii hu is PAL ke liye,
Yeh Pal aaya bhi Tha kuch PAL ke liye,
Socha tha ise Zindagi ka ek HASIIN Pal banau
per Yeh PAL bhi Tehre Kuch Pal ke liye…


Dhur nigaho se bar bar jaya na karo,
Dil Ko is tarah tadpaya mat karo,
tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum,
Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…….


Nazar Andaz kaisa kare Aap ko,
Nazaro mai B hai Aapko,
Yaad Ane par Roye bhi tho kaise,
Darte hai, Jhuki jo Palke tho Chubhegi Aapko.

Khat ki shuruaat ek chooti si mazak se…
Mazak Dard ban jayega yeh malum na tha..
Samjthe the Jisse Hum Aapna "YAAR"...
wo "PYAAR" ban jayega Malum na tha…!!

Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya karte hai
aur sitaro se unka zikar kiya karte hai
woh aaye na aaye khawbo mai
fir bhi hum unka intezar kiya karte hai….

Tanhai mai fariad kar sakte hai..
Virane ne ko Aabad kar sakte hai,
Kya hua Aapse Mil nahi sakte,
Sachhe DILSE Aapko yaad tho kar sakte hai.


Royegi aakhe Muskurane ke baad,
Aayegi raat Din Daljane ke baad,
O Janewale Zara mud ke Dekh,
Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad

-------------------------------------------------------------------------------------------

Ankho mai dekha dil mee utar ke nahi dekha,
Kasti ke logo ne samundar ko na dekha.
Patthar Mujhe kahta hai mera chaane wala,
Mai moom hoo usne mujhe chu ke nahi dekha.





Ae dil kissi ki yaad mein rona fizool hai..
yeh aansoo bade anmol hain inhe khona fizool hai..
rona to unke liye jo tum par nisaar hai..
unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hai..


Is dard-e-dil ko zamana kya jane,
Ak bewafa ishk ko nibhana kya jaane,
Kabr ke ander hota hain kitna dard,
Ye uper phul chadhane wala kya jane


Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu ab aur na intzaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de.



Unhone dekha aur aansu gir pade,
bhari basant mein jaise phul bikhar pade,
dukh vo nahi ki unhone hamein alvida kaha,
dukh toh yeh hai ki uske baad woh khud bhi ro pade.


Had ki had se guzarna koi aapse seekhe,
yu mohobbat mein jaan lutana koi aapse seekhe,
hum tu dil deke bhi aapke ho na sakey,
dil se dil ko churana koi aapse seekhe!!



Zindgi me kabhi pyar mat karna
agar ho jaye to inkar mat karna
agar nibha sako to chalna uski raah par,
varna yunhi kisiki zindagi barbaad mat karna



Yeh duniyawale bhi bade ajeeb hai,
Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai,
Dard na bataye to hame kayar kehte hai,
Aur dard bata de to hame shayar kehte hai



Mat karo koi wada jise tum nibha na sako,
mat chaho use jise tum pa na sako,
Pyar kahan kisi ka poora hota hai,
Iska to pehla shabad hi adhoora hota hai....


Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai,
Kaanon me gunjti shahnai Si lagti hai,
Aap karib ho to apnapan hai,
Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai



Ye raat itni tanha kyon hoti hai,
kisamt se apni sabko sikayat kyon hoti hai,
Ajib khel khelti hai yEH kismat
Jise ham pa nahi sakte usse mahobat kyon hoti hai



Lamha lamha waqt guzar jayega,
Chand lamho mei daaman chod jayega.
Abhi waqt hai do batein kar lo humse,
Kya pata kal kaun teri zindagi me aa jayega



Jab jab hame pyaas lagti hai,
Unke aane ki aas lagti hai.
Unki deewangi mai hum ho gaye itne deewane,
Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai



Wo mile humko kahani bankar,
Dil me rahe pyar ki nishani bankar,
Hum jimhe jagah dete hain ankho k andar,
Wo aksar nikal jate hai pani bankar....

No comments:

Post a Comment